sabse pehle aap apne android/windows mobile me contacts tab open kare. Fir setting ke icon pe click kare, usme login ka option dikhega, gmail se login kar le. Or contacts save karne ke liye option hota hai, phone memory/sim card/gmail aap gmail pe click kar de. Ab aap jitne bhi contacts save karenge apne mobile me wo aapke gmail me save ho jayega, bas dhyan rakhe ki mobile ka data on rehna chahiye. Fir jab v aapko kisi bhi mobile me pehle se save kiye hue contacts ki jarurat ho to contacts tab pe jaye or setting me jakar gmail login kar le, or sync kar le, sabhi contacts automatic aa jayenge.
Learning about computer, mobile, social networking sites, make money & technical knowledge.
Showing posts with label delete hue contacts ko wapis kaise laaye. Show all posts

Monday, March 27, 2017
Mobile contacts ko secure kaise banaye
sabse pehle aap apne android/windows mobile me contacts tab open kare. Fir setting ke icon pe click kare, usme login ka option dikhega, gmail se login kar le. Or contacts save karne ke liye option hota hai, phone memory/sim card/gmail aap gmail pe click kar de. Ab aap jitne bhi contacts save karenge apne mobile me wo aapke gmail me save ho jayega, bas dhyan rakhe ki mobile ka data on rehna chahiye. Fir jab v aapko kisi bhi mobile me pehle se save kiye hue contacts ki jarurat ho to contacts tab pe jaye or setting me jakar gmail login kar le, or sync kar le, sabhi contacts automatic aa jayenge.
Subscribe to:
Posts (Atom)