hi dosto humare blog aaiye sikhe me ek bar fir se aapka swagat hai. Friends aaj mai aapko batane wala hu ki apne blogger me apne facebook ka like button or follow button kaise lagate hai. Sabse pehle to iske faide bata deta hu. Dosto maan lijiye aapne apne facebook pe koi fan page bana rakha hai, to page ke likes badhane ke liye aap facebook page like button apne blogger me laga sakte hai, ya aap chahte hai ki aapke facebook pe followers jyada ho to iske liye bhi aap apne facebook profile ka follow button apne blogger me laga sakte hai. Jisse ki aapke blogger pe jo bhi visit karega wo wahi se sirf ek click karke aapke facebook ko like ya follow kar sake. Dosto ye baat to sabhi jante hai ki duniya me sabse jyada use ki jane wali social networkink sites me facebook top pe hai. Koi whatsapp ya other social network bhi jyada use nahi karta but facebook to mostly public use karte hi hai.
to ab mai aapko batata hu ki aap apne blogger me apne facebook ka like ya follow button kaise laga sakte hai. Dosto iske liye aapko sabse pehle FACEBOOK DEVELOPERS pe jana hoga. Dosto aap chahe to direct niche diye link pe click karke like/follow button create kar sakte hai. Isse aapka kuch time bachega. 👇👇👇
https://developers.facebook.com/docs/plugins/like-button
aap chahe to pura sikhne ke liye full steps follow kar sakte hai. iske baad aapko ise SIGN IN karna hoga. Jo id or password aap apne facebook ko sign in karne ke liye use karte hai, usi se facebook developer ko bhi sign in kare. Ab aap FACEBOOK PRODUCTS pe click kare, ab aap FACEBOOK SOCIAL PLUGINS pe click kare, ab yaha se like, follow jo bhi button create karna ho uspe click kare. Mai aapko like ka bata deta hu. Jab aap like pe click karenge to iss tarah ka format open hoga iss design me. 👇
ab ye steps follow kare :-
1. Url to like-isme aap apne facebook page ya profile ka url enter kare.
2. Width-ise khali rehne de.
3. Layout- isme STANDARD rahega.
4. Action Type- isme LIKE rahega.
5. Button Size- ise aap apne hisab se select kare.
6. Show Friends Face- ise aap tick mark ✅ kar de.
7. Include Share- agar aapko share button nhi chahiye to ise tick mark ✅ kar de.
8.Get Code pe click kare.
ab aapke samne box me diye code ki tarah hi code show hoga, use select karke copy kar le. Ab aap apne blogger me login kare. Dashboard me jaye. Layout me jaye. Ab widget/Gadget pe click kare. Java html pe click kare. Ab ye steps follow kare.
1. Title ko khali rehne de.
2. Box me code paste kare.
ab save pe click kare. Or ab blogger ko refresh kare. Or view blog me jakar check kare ki facebook like button add hua ya nhi.
agar aapko humari ye post pasand aayi ho to ise like share jarur kare. Or please humari blog ki sadasyata le le. Kyuki mai baad me bhut usefull post karunga. Ho sakta hai wo aapke bhut kaam ki post ho.

No comments:
Post a Comment